Jan e tamana
tere muhabbat
tere ye qurbat
dil may basi hay
muj may rachi hay
jan e tamana
kaysay btaon
dil ke ye halat
tere bina han
kaysay huwe hay
jan e tamana
yadain tmhari
tarpayen muj ko
aysay kay jaysay
aaaaaj lagi hay
jan e tamana
kbi to ye doori
aysay lagay hay
kay mosam khazan ka
kay bikra gulistan
na ho phool koye
na khushboo koye ho
kay murjaye patay
jo shakon say girtay
jaaan eee tamanaaaa
Jan e tamana
tere muhabbat
tere ye qurbat
dil may basi hay
muj may rachi hay
jan e tamana
kaysay btaon
dil ke ye halat
tere bina han
kaysay huwe hay
jan e tamana
yadain tmhari
tarpayen muj ko
aysay kay jaysay
aaaaaj lagi hay
jan e tamana
tm jb khafa ho
aysa lagay hay
kay weran sa sahra
na pani na darya
mera dil ye chahay
may badal baras kr
pyara gulistan
kr dalon tm ko
jaaan ee tamanaaaaaa
No comments:
Post a Comment