ishk mera ye anoka
na is may dhoori or na dhoka
na is may mushkil pa lenay ki
na is may dar hay kho dene ka
phir b dil may hal chal mere
kay may koye sharat kr lon
jo ab tak kr nahi paya hon
us say wo mohabat kr lon
============================
khtay hain sb dulha bhai
khlaon may shadi shuda
dantay ghar kay saray baray
kay ab jo jao sanjeeda
par dil bolay machal machal kr
us ko khoob satawon may
lik kr us ko love letter
dil ka haal sunaon may
kitna pagal dil hay ye samjaon par dil samjay na
iskh hua ray.....
dil gabraye dil gabraye pyar ki pagal sargam say
ishk huwa ray ishk huwa ray hm ko apni begam say
dil ye chahay us ko lay kr jaon motor cycle pay
gumaon us ko sarkon par urraon us ko padal pay
kapray sukanay jb b aye chat pay wo akaylay may
chura kay lipstick bahan say apni don may us ko tuhfay may
apni saas or susar say chup kr us ko milnay jaon may
us ko apni nazmain ghazlain gheet or shair sunaon may
kis ny kaha hay apni begum say tm ishk laraon nahi
kisi suhanay mosam may date pay milnay jaon nahi
dunya sari pagal hay ishk mera ye janay na

dil ye chahay us ko likon lambay lambay love letter
or phir chupkay chupkay jaon denay us ko us kay ghar
dil ye chahay us say phone pay lambi lambi batain karon
us ki baton ki khushbo say mahki apni raatain karon
laykin shadi say pahlay ki ye chechori harkatain
kaysay kron ab us say ay dil wo andhi muhabatain
kayi kaysi kwahishain dil may mere ubar rahi
laykin mere dil ki halat kahi say b na sudar rahi
kitna samjaya is dil ko par dil hay kay manay na

islamabad nights
No comments:
Post a Comment